Posts

Showing posts with the label poetry

महामानव कब तैयार होगा ? - Desh Ratna

Image
बानर से आदमी एक विराम ! योगेश्वर से सारथी एक विराम ! गति का भ्रम.. महामानव कब तैयार होगा ?

I AM A LOVER - Desh Ratna

Image
मैं प्रेम करता हूँ हाँ मैं प्रेम करता हूँ उन तमाम लोगों से जो एस इस्तेहारी दुनिया में भीड़ का हिस्सा नहीं हैं. उन तमाम लोगों से जो धरा के विपरीत तैरना जानते हैं. उनसे जिन्हें जूली के नृत्य से पहले कूली की पीड़ा दिखती है. और उनसे जिन्हें अपने होने का विश्वास है. हाँ मैं प्रेम करता हूँ...

PARICHAYA --- MY IDENTITY

Image
Aadi ka mijhko gyaan nahin, naa anta dikhai deta hai. kis ghar ki main chithhi hoon?? kis ghar mujhko bheja hai.. kis lipi mein sandesh likha? etna bhi mujhko gyaan nahin. kis-kis ne padhna chaha hai? eska bhi mujhko dhyaan nahin. Main aur ulajhtaa jaata hoon, Main aur ulajhtaa jata hoon. MAIN APNA PARICHAYA DHOONDH RAHA HOON MAIN APNA PARICHAYA DHOONDH RAHA HOON.....

KHWAAB

Image
Kuchh der khelegi, phir tor degi..... mujhe sab pata hai. Magar phir bhi main, neend ke haath mein..... . . . . . . . . khwaab deta rahunga