My stand on Mahatama

Gandhi ji ke satya aur ahimsa mein paurush hai.
Unke vicharon mein jo Insaan palta hai -- wo sahas ka prateek hai-- wo kabhi haar nahin manta-- wo kabhi ghutna nahin tekta bal ke samne--wo parivarta ke liye ladta hai-- uske haathon mein Bhagat singh ki tarah bum, barood ya bandooken nahin hain,
Par uski aankhon mein bum-bandookon ka khauf bhi nahi-----
"I cannot teach you violence, as I do not myself believe in it.
I can only teach you not to bow your heads before any one
even at the cost of your life..."
Mahatma Gandhi
Comments